PDA

View Full Version : Mutbadil ( Ek Kahani Chiti Si )

Lost Passenger
02-26-2015, 08:11 PM
اسلام و علیکم

ایک کہانی چھوٹی سی کے عنوان کے تحت لکھی گئی یہ تیسری تحریر متبادل پیش خدمت ہے اُمید ہے پسند آئے گی اپنی رائے سے ضرور آگاہ کیجئے گا

ایک کہانی چھوٹی سی

متبادل

http://i1155.photobucket.com/albums/p542/SyedSohail/Mutabadil_zpszdsfairc.jpg~original

Forum Guru
02-26-2015, 08:32 PM
Well Nice Sharing Hai Aisay Hi Jari Rakhein Shukriya Humaray Sath Sharing Ka

Lost Passenger
02-26-2015, 09:00 PM
Well Nice Sharing Hai Aisay Hi Jari Rakhein Shukriya Humaray Sath Sharing Ka

Tehreer pasand kerney ka shukria
hamaisha khush aur salamet rehye
Ameen

intelligent086
02-26-2015, 09:15 PM
اسلام و علیکم

ایک کہانی چھوٹی سی کے عنوان کے تحت لکھی گئی یہ تیسری تحریر متبادل پیش خدمت ہے اُمید ہے پسند آئے گی اپنی رائے سے ضرور آگاہ کیجئے گا

ایک کہانی چھوٹی سی

متبادل

http://i1155.photobucket.com/albums/p542/SyedSohail/Mutabadil_zpszdsfairc.jpg~original

وعلیکم السلام
موجودہ حالات کے عین مطابق ایسے حادثات کسی وقت بھی ہو سکتے ہیں ان جمہوری شہنشاہوں کو ان چیزوں پر غور کرنا چاہیئے

Lost Passenger
02-26-2015, 09:25 PM
وعلیکم السلام
موجودہ حالات کے عین مطابق ایسے حادثات کسی وقت بھی ہو سکتے ہیں ان جمہوری شہنشاہوں کو ان چیزوں پر غور کرنا چاہیئے

Comments ka buhat buhat shukriya
hamaisha khush aur salamet rehye
Ameen.

ayesha
02-27-2015, 08:47 AM
fikarangaiz tehreer..... nice sharing....

UmerAmer
02-27-2015, 07:10 PM
Wah kiya baat hai
Umda thereer

Lost Passenger
02-27-2015, 07:28 PM
fikarangaiz tehreer..... nice sharing....

Tehreer perhney aur sehaney ka buhat shukriya ayesha
hamaisha khush aur salamet raho
Ameen

Lost Passenger
02-27-2015, 07:28 PM
Wah kiya baat hai
Umda thereer

Buhat shukriya Amer
khush raho
Ameen

Arosa Hya
03-01-2015, 09:53 AM
kia qayamat hai k is dor e traqqi mai jigar
admi se admi ka haq ada hota nhi.......

to janab aj jo khud behis hain kal ko wo b osi road pe wese hadsy ka shikar ho skty hain
na pochain qudrat to dekh rahi hai na.........
aj ap takleef mai chorain ge Us k badon ko ....kal fitrat apko wesa rol k mary gi
deen to sara insaniyat hai.......insano se muhabbat hai
na kro Wo khud poch le ga.......
Ehsan ka badla ehsan......
Behisi ka jawab be hisi......

wese ye be hisi b aik process hai ...... ek bandy se dosry phir teesry mai tranfer hony wala jis se ehsas marty jaty hain...
ab ye kabeel ka qissa hi dekh lain ...... insano ko qatal krna sikhaya tb se ab t kitna promote hoa qatal
k ab to youn hota hai k banda dosry ko aamqatal kr deta hai jese sabzi kati jati hai .... or oper se koi malal b nhi !!
ye behisi b hum ne phailayi hai warna pehly to log barhy hassas hoty the ...... pta chala dosry shehar mai kisi ki hadsati ya tabayi mout hi ho gayi to lwahqeen k gham mai nidhal ho jaty the...
ab to koi mar jaye, mar raha ho, marny wala ho........ ya zinda ho sb aik braber
kisi ko kia gharz..........
Apna hi nuqsan hai ........ Aur insan to hai hi khasary mai ...... be shak be shak
dunia mai b ibrat bna de ga ....... akhrat mai b pochy ga
bta kia mera pegham nhi pohncha tha tjy
k mera banda bemar ho to ayadat krna.....
k mai ne apny bandon k haqooq ko apny haqooq pe priority di
bta k tjy mera pegham kisi ne nhi dia tha ....... k mere logon se muhabbat krna
Phir pochy ga Mai ne jo Ehsan kia tha apny Mehbob ko amli namona bna k baij ker
Tujy kia wo b nazar nhi aya tha........ ilam to barha jama kia ...... ab bol amal kitna kia
batain to bari krta tha ab bol krtoot kia hain
tbi ye b pochy ga na...... mere bandy ko sarak pe trapta ku chora ??? bta kia tery kam Mere hukam k bghair ho skty the
ay hy ye jaldi ye be hisi le doby gi hmain .......
mjy to BSc ki writing yad aa gayi "The damned Human race" yani k "Lanti insan"
sahi kaha tha mark twain ne ..... lanat hi pary gi na aise katoot pe
aur phir hum apni itni kameengi k bad Us se swal krty hain "Rehmat ker hum pe".... aur phir zra jatka lagy to shikway b shoro .....
hy hy....... heef sad heef
sach kaha Tu ne........ insan to hai hi na shukra...... insan to khasary mai hai
ye dunia ka fraib mar daly ga mere mola !
insano ko insaniyat ki tofeeq de.....bacha le is dhoky se

Arosa Hya
03-01-2015, 09:54 AM
ary khayalon khayalon mai pta nhi kia kia bol gayi kuch ghalat ho to mazrat!!

Lost Passenger
03-23-2015, 10:44 PM

Mai'n aap ka intihai mashkoor hoo'n Arosa keh aap ney na sirf mairi is kawish ko perha is ki rooh ko samjha mehsoos kia aur apney comments diye aur hqiqet ye hey keh mujhey peh ker aisa mehsoos huwa keh aap key ye comments dil sey nikley hai'n, Allah aap ko is ki jaza-e-khair ata fermaye aur hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen.

Lost Passenger
03-23-2015, 10:45 PM
ary khayalon khayalon mai pta nhi kia kia bol gayi kuch ghalat ho to mazrat!!

Nahi'n kuch bhi ghalat nahi'n kaha hey
khush rehye salamet rehye
Ameen.

Arosa Hya
03-24-2015, 11:33 AM
Nahi'n kuch bhi ghalat nahi'n kaha hey
khush rehye salamet rehye
Ameen.

shukria!

Arosa Hya
03-24-2015, 11:34 AM
Mai'n aap ka intihai mashkoor hoo'n Arosa keh aap ney na sirf mairi is kawish ko perha is ki rooh ko samjha mehsoos kia aur apney comments diye aur hqiqet ye hey keh mujhey peh ker aisa mehsoos huwa keh aap key ye comments dil sey nikley hai'n, Allah aap ko is ki jaza-e-khair ata fermaye aur hamaisha khush aur salamet rakhey,Ameen.

Jazak ALLAH
Khush rehye!!

saba
03-27-2015, 05:04 PM
Aik behud hasas mozu pe likhi gai mukhtasir tehreer share krnay k leye bohat shukriya.
khush raheye duain.
JazakAallah

Lost Passenger
03-29-2015, 08:25 AM
Aik behud hasas mozu pe likhi gai mukhtasir tehreer share krnay k leye bohat shukriya.
khush raheye duain.
JazakAallah

Mairi is kawish ko perhney aur serhaney aur duaoo'n key liye buuhat shukria mairi behen hamaisha khush aur salmet raho
Ameen