PDA

View Full Version : 1 / 2

singer_zuhaib
05-13-2014, 10:15 AM
Assalam o Alaikum.

Mard 1 hai aur aurat 2.

aurat chahay 1 banay ki kitni he try kar lay magar kabi bi 1 nahe ban sakti.

1,1st pe he or 2 always 2nd pe he aey ga.

so modern culture nay zindagee ki race mai mard aur aurat ka fark he khatam kar dia hai.

jo aurat kal tak Ghar ki zinat thi

aaj vo aurat

Traffic signals

sign board

cell franchise

Bazaar's

markets

ki zinat ban rahee hai.koi product sale na ho to aurat ko samnay kar k os product ko sale kia jata hai.

kia islamic women ki yai

makaam

izzat

shaan

thi jo aaj hai?

&

is Pak islamic country?

chirion say kaho shak-e-Nasheman say na utrain
es dour ka har shaks okaabon ki tarhaan hai.

writer- singer_zuhaib

ShaZil
05-13-2014, 07:06 PM
اچھا تحریر فرمایا آپ نے۔
مگر میرے نزدیک عورت کے باہر نکل کر کام کرنے میں کوئی حرج نہیں بشرط باپردہ ہو۔
سعودی عرب پاکستان سے زیادہ اسلامی ملک ہے اور یہاں پر بھی عورتیں شاپنگ مال میں کام کرتی ہیں۔ سٹال پر کام کرتی ہیں۔ وکیل بھی ہیں اور میڈیکل سٹور ہر بھی ڈیوٹی سرانجام دیتی ہیں۔

singer_zuhaib
05-13-2014, 07:51 PM
shazil Muje Bibi Fatima Tuz Zahra R.A ka Farman yad aya hai k Ap se Kisi ne pocha k Oraat ki sab se Bari khoobi kia hai?

Ap R.A ne Farmaya: Orat ese Rahe k Ospe kisi Na Mehram Ki Nazar na pare.

Phir ek jaga Or Ap ne Farmaya: k mere Janaze ko Raat ki Tareeki mai qabaristan le jana ta k kisi Na Mehram ki nazar na pare.

I think in Farman ko beyan karne k bad muje mazeed koi baat kehne batane or samjhane ki zarorat nahe hai.

or Baqi RABB REHMAN Naqal karne mai Kami Peshi Ho jane ki surat mai Maaf Farmaey.Ameen.

singer_zuhaib
05-13-2014, 08:06 PM
Shazil ap ki comment se yahe sabit hota hai ap KSA mai hain par Mai kese Maan lo Ap KSA mai hain k jahaan ka Har rehne wala Insaan Salam karne mai Pehl karta hai or Alhamdulillah Mene Salam kia or Ap ne Jawab tak Nahe dia.

yehe choti choti bate note karne wali hoti hain par jo hum note nahe karte.

ShaZil
05-14-2014, 10:32 AM

یہاں سعودیة میں بھی پاکستانیوں کا راج ہے اور پاکستنانیوں نے ان کو بھی اپنے جیسا بنا دیا ہے۔ اب یہاں بھی کوئی پہل نہیں کرتا ہے۔ اور میں بھی ایک پاکستانی ہوں۔ میں اپنی غلطی تسلیم کرتا ہوں کے سلام کا جواب نہیں دے سکا۔

آپ کے نام کے ساتھ سنگر لکھا ہوا ہے کیا آپ بتا سکتے ہیں کہ آپ کے نزدیک گانا گانا اور سننا کیسا ہے۔؟

ShaZil
05-14-2014, 11:16 AM
shazil Muje Bibi Fatima Tuz Zahra R.A ka Farman yad aya hai k Ap se Kisi ne pocha k Oraat ki sab se Bari khoobi kia hai?

Ap R.A ne Farmaya: Orat ese Rahe k Ospe kisi Na Mehram Ki Nazar na pare.

Phir ek jaga Or Ap ne Farmaya: k mere Janaze ko Raat ki Tareeki mai qabaristan le jana ta k kisi Na Mehram ki nazar na pare.

I think in Farman ko beyan karne k bad muje mazeed koi baat kehne batane or samjhane ki zarorat nahe hai.

or Baqi RABB REHMAN Naqal karne mai Kami Peshi Ho jane ki surat mai Maaf Farmaey.Ameen.

میں نے اپنے پہلے جواب میں یہ لکھا تھا کہ عورت باپردہ ہو کر کام کر سکتی ہے۔ آپ نے یہ واقع ضرور پڑھا اور سنا ہو گا۔ حضرت خدیجہ کی عمر قریبًا 35،36 سال کی ہوگی جب ان کے والد خویلد کا انتقال ہوا اور اس کا بعد حضرت خدیجہ ﴿ رضی اللہ عنہا﴾ کو کاروبار کی زمہ داری سنبھالنی پڑی، مکہ میں بھی رواج تھا کہ لوگ نفع میں مقررہ شرح سے شرکت کی بنیاد پر دوسرے لوگوں کے ذریعے بھی تجارتی کاروبار کرتے تھے ﴿جس کو فقہی اصطلاح میں ًمضاربتً کہا جاتا ہے﴾ اپنے والد اور شوہر کے انتقال کے بعد حضرت خدیجہ ﴿ رضی اللہ عنہا﴾ نے بھی یہی طریقا اختیار کیا۔۔

اسلام نے خواتین پر کوئی پابندی نہیں لگائی ہے کہ وہ اپنا ذاتی بزنس یا جاب نہیں کر سکتی ہیں،لیکن شرط یہ ہے کہ ان کے اعمال شریعت کی نگاہ میں ناجائز نہ ہو ں جیسے نامحرم کے ساتھ خلوت میں رہنا،ان سے اختلاط ہونا،نامناسب لباس کے ساتھ نکلنا،خاندان سے غافل ہونا اور ذمہ داریوں کا نہ ادا کرنا،شوہر بچوں کے حقوق نہ ادا کرنا اور اہلِ خانہ کی مرضی کے خلاف نوکری کرنا وغیرہ۔

Ria
05-14-2014, 11:34 AM
Walikum Aslam...
Nice thread bro..
waqie me hamraz mua'shara bht zayda tabdeel ho chuka hy aur ye pakistan wo pakistan nahi hy jo Quaid ny hasil kia...
baqi rahi bat 1 num ya 2 num ki wo hum numbering nai dy skty..
haan Islam me ye Zaror kaha gaia hy k Mard ko Aourat py foqiat di gai hy....

singer_zuhaib
05-15-2014, 08:09 AM
shazil mai ap k singing karne ka proper ans do par yahan pehle mere sawal ka proper ans de os k bad mai ap ko ans dene ka paband ho ga or ap ko sawal pochne pe haq bajanib samjho ga.

sawal ye hai k ap ne life mai apni marzi se koi gana nahe suna or last time ap ne gana kab suna tha?

or mene generaly baat ki hai or ap ne ditectly muj pe he personal Q start kar diye.

Anyway ap ans de phir mai ap ko ap k sawal ka Ans deta hon.im waiting.

ShaZil
05-15-2014, 10:35 AM

Ap k sawal ka jawab ye hai k main songs sunta hon jo k ghalat or gunah ka kaam hai.

main ney ap sey is liye pocha tha k ap keh rahy they k main saudia main hota hon or yahan sab pehal kerty hain or main ney salam ka jawab nahe diya or baqi phir ney Bibi Fatima RA ki example de to mujhy laga k ap itna islamic knowledge rakhty ho or name k sath singer laga hai to poch liya jaey.

singer_zuhaib
05-15-2014, 08:53 PM
jab ye sab koch ap sunte or dekhte hain to ap ko muj se pochna he nahe chahiye tha k mere nazdeek singing karna kesa hai!yehe sawal ap apne ap se poch lete to muj se pochne ki zarorat na parti.or muje Afsoos hai k jis galti ko ap ne samajh or maan lia par phir bhi salam ka jawab nahe dia.kher pls muje judge mat kare k mai kia hon kia nahe.personaly baat karne ki bajaey to the topi baat kare to ziada betar hai.