PDA

View Full Version : Kia Dasht Gaardo Ko Phansi Sar-e-Aam Deni Chayei...?



Admin
12-19-2014, 04:52 PM
AOA

MAin aik Bat Puchna Chata hn

In Dahst Gardo KO Phansi Sare e Aam deni Chayai Yaa
ni

Miss You
12-19-2014, 04:55 PM
Phansi Deni Chahye
Mgr Sar E Aaam Nahi

singer_zuhaib
12-19-2014, 07:02 PM
Assalam o Alaikum

1st of All pls koch bhi short kar le Par Islam ko Short mat kare like Ye Assalam o Alaikum ko Short kar k AOA Likhna.

or Dehshat Gardo ko Sar e Aam Phansi dena chahiye Ta k Insaano k Dil o Dimaag Mai Ye Baat Beth Jaey k Burai karne k bad Un k saath kia ho ga.

dehshat Gard To Apne Aanjaam ko ponche ga par Dosre insaan Os k Anjaam se Sabaq le ge.

Jeddah Mai Ek Jagah hai Albalad Commercial Area wahan ek jamia Masjid Hai or os masjid k Sehan mai zameen se opar Ek Circle bana hai jahan Saza e Moot Wale Insaano ka Har Namaz e Jumma k baad un ka sar Qalam kia jata hai or Jumma K baad Special namazio ko kaha jata hai bola kar k ao dekho k Fullaan insaan ne Fullaan Gunnah or Burai ki jis ki saza Moot hai To aaj Os ka Anjaam.hone ja raha hai Aey Musalmano Tum bhi Es Insaan se Ibrat pakro or Phir Dajaal k haath mai Ek talwaar hoti hai or Saza Yafta insaan ki ankho pe Patti bandhi hoti hai or Vo Sar Jhuka K Gutnoo k bal betha hota hai k Dajaal Talwaar ki Nook Saza Yafta Insaan Ki kamar Mai Maarta hai Jis se vo Takleef se Apna Sar Oncha Karta hai to Dajaal foran Os ka Sar Qalam kar deta hai..or Baki insaan Ose Dekhte hain or Touba karte hain k Vo esa Bura Amal kabi nahe kare ge....Sazaa jazaa K Qanoon pe Jis Muashre mai Amal Daramad ho ga wahaan Burai Ki Shara Kum Tareen ho gi.

UmerAmer
12-19-2014, 07:08 PM
Ji ahaan kardeni chayie

ayesha
12-19-2014, 07:27 PM
yes..

intelligent086
12-21-2014, 08:02 AM
زوہیب نے کافی کچھ کہہ دیا ہے اب یہاں جواب کو مزید طوالت دینے کی ضرورت نہیں ۔۔۔۔۔

CaLmInG MeLoDy
12-21-2014, 05:07 PM
Walaium salam. ye hi toh waja hai ke aaj pakistan ka ye haal hai...agar islaami sazayain di jaati..toh aaj pak ka ye haal na hota..chori karne wale ke hath kaate jate..qatal karne wale ko qatal kia jata..toh aaj ye haal na hota..phansi deni chahiye..woh bhi sar-e-aam