PDA

View Full Version : Ek Sawal

Miss You
12-18-2014, 02:17 PM
Aslam o Alaikum
Kese Hain Sub????
Umeeed Hai Ba Khair O Afiyaat Honge

Aaj Yahan Me Apny Mann Ki Ek Uljhaan Suljhany Aye Hun

Kafi Aarsay Se Dil O Dimaagh Mein Ek Sawal Ghoom Raha Hai

Socha Apni UT Family Se Share Kar Lun

Aap Sub Log Meri Uljhan Suljhanay Ki Koshish Karye Ga

"Kehtay Hain
Pyaar O Muhabbat
Ek Anmol Or Nayab Jazba Hota Hai
Jo K Kismat Walon Ko Milta
To Phir
Log Pyaaar O Muhabbat Jese Anmol Jazbay Ki
Qadar Q Nae Karty??????
Kisi k Jazabaat Q Nae Smjh Paty????
Q Muhabbat Jese Jazbay Ko, Jisski Her Insaan Ko Zarurat Hoti Hain, Q Essay 4 Granted Lena Shuru Hojaty Hain??????
Q Wo Chahty Hain K Unhy Sirf Milay, Wo In Return Kisi Ko Dain Na??????"

Ho Saky To Meri Uljhaan Suljhany Ki Koshish Karye Ga

Admin
12-18-2014, 03:27 PM
Jo kabhi teri nazar sey guzar jaya kertey hain
Woh sitarey aksar toot key bikhar jaya kertey hain

Hum kisi sey muhabbatoon ka dawa to nahee kertey
Haan magar wafaoon pey hum mar jaya kertey hain

Muhabbatoon ki ehmiyet sey waqif nahee hai woh
kuch log bas esi muhabat sey sanwar jaya kertey hain

Mashroot to nahee barishoon sey selaab hi sada
Phir teri wafa ke barishon sey kun hum dar jaya kertey hain

Kuch log apney dukhoon ki numaish nahee kertey
Bas khamoshi sey ander hi bikhar jaya kerety hain

Woh aansoo jo palkoon ki zeenat nahee bantey
Woh chup chap sey dil main utar jaya kartay hain

Miss You
12-18-2014, 03:45 PM
Jo kabhi teri nazar sey guzar jaya kertey hain

Woh sitarey aksar toot key bikhar jaya kertey hain

Jin Sitaron Se Ho Unsiyaaat Ka Ehsaas
Wo Nazron Se Kabho Ojhal Nahi Hua Karty

Hum kisi sey muhabbatoon ka dawa to nahee kertey
Haan magar wafaoon pey hum mar jaya kertey hain

Dawa E Wafa Karnay Waly He Aksar
Wafaon Se Muqar Jaya Karty Hain

Muhabbatoon ki ehmiyet sey waqif nahee hai woh
kuch log bas esi muhabat sey sanwar jaya kertey hain

Khud Ko Sanwara Wahan Jata Hai
Jahan Ehsaas E Muhabat O Chahat Ho

Mashroot to nahee barishoon sey selaab hi sada
Phir teri wafa ke barishon sey kun hum dar jaya kertey hain

Dar Lagta Hai Pehlay Wafaon Se Unko
Jo Log Aksar Wadon Se Muqar Jaya Karty Hain

Kuch log apney dukhoon ki numaish nahee kertey
Bas khamoshi sey ander hi bikhar jaya kerety hain

Shyed Unhay Jzabon Ki Sadaqat Pe Na Ho Yaqeen
Warna Wo Essay Akele Hi Toot K Bikhr Na Jaya Karty

Woh aansoo jo palkoon ki zeenat nahee bantey
Woh chup chap sey dil main utar jaya kartay hain

Annsoon Ko Chupaty Hain Wo Log
Jo Khud Ko Akela Hain Samjha Karty

CaLmInG MeLoDy
12-18-2014, 04:07 PM
Walaikum salam. ..nice question nimra..

mohabbat main return ki umeed rakhna..izhar karna, aur karwaana, aur kamyabi..ye baatain agar nikaal di jayain toh koi bhi insan kamyab mohabat kar sakta hai. hamare haan mohabbat ko aik doosre ko paa lene se tashbeeh di jati hai.jabke mohabbat toh aik jazba hai.bohot hi paakeeza jazba..

is jazbe kaa na toh izhaar zaroori hai, naa hi is main takraar zaroori hai.ye jazba bas paida ho jaye.toh ho jata hai..insan is jazbe main jalta bhi hai, udas bhi hota hai, aur aksar be ronq bhi ho jata hai.

magar ye jazba insan ko andar se tar-o-taza kar deta hai..bazaahir beshak insan bujh jaye.

aaj kal is jazbe ka ho jana..yaktarfa toh hota hi hai.sath hi sath..intihaaiee takeef deh bhi..kion ke aaj kal koi kisi se wafa nahi karta..sirf aur sirf khuaahishaat ka pehra hai..mohabat ko sirf dil main jaga deni chaahiye..ghar main..ya jazbaat man maqaam nahi dena chaahiye.is ka sab se paakeeza makaam dil hai.aur isko dil main chupa kar rakhna chaahiye..warna ye hi mohabat naa sirf ruswaa ho jati hai..balke shaitaan ke warghalaaiye main bhi aa jati hai.ALLAH PAK HAM SAB KA DAAMAN PAAK RAKHE.AAMEEN.

Miss You
12-18-2014, 04:23 PM

Dear Me Aap Ki Baat Se Agree Karti Hun
K Izhar Karna Zaroori Nae
Na He Paa Lena Zaroori
Mgr Chun K Hum Insaan Hain
Or Insaan Ki Fitri Kamzori Hai
K Wo Umeed Lga Leta Hai
Muhabat Ek Tarfa Ho
To Us Me Umeed Nae Hte
Mgr 2 Tarfa Muhabat Me
Umeed Hte Hai
Es Baat Ki Nae
K Samny Wala Wesi E Muhabat Kry
Bl K Es Baat Ki
Kum Uz Kum
Aapki Muhabat Ka Ehsaas
Uski Qadar To Kary
Ussay 4 Granted To Na Le Na
K Hamein Lgny Lagy
K Hum Khwamkha Apny Jazbat Zya Ker Rae
Or Mera Question B Esi Se E Related Hai
K Muhabat Me Dena He Sub Kuch Nae Hta
Ehsaae Kr Lya Jae
Woe Bht Hta
Mgr Kuch Log Wo B Nae Ka
Pana Na Pana
Ye To Ek Alag Baat Hai

Jb Aapko Ye Ehsaas Ho K Nae Yaar Samny Wala Mere Jazbaat Ka Ehsaas Ker Raha Hai
Qadar Ker Raha Hai
To Phr Kisi Or Chz Ki Zarurat Rehti Bhi Nae

singer_zuhaib
12-19-2014, 12:08 PM
walaikum Assalam.Pehle ye bataey muje K piyaar karne se pehle kab or kahaan kis kitaab mai likha hai k Piyaar k badle piyaar he mile ga...!!!izat k badle Izat mile gi...!!!apnaiyat k badle Apnaiyat mile gi...!!!Mithe Boolo k badle mithe bool he mile ge...!!!piyaar ka matlab Insaan Hamesha piyaar se he kio leta hai...???Mere Nazdeek piyaar kia hai? Piyaar kisi ko Pa lene ya Kho dene ka Naam nahe hai.Piyaar To Bas Chahte rehne ka Naam hai...Bas chahte Rehne ka naam hai..Or Bas Chahte he Rehne ka naam hai...Or Baaz Dafa Insaan Kisi Ko Pa K Itna Koch Nahe Paata or Seekhta samajhta jitna Baaz Dafa Kisi ko Na Pa k Zindgi k Pur Israar,Raazo o Ramooz Ko Paata seekhta or Samajhta hai or Har Dil se kiye gaey kaam ka Markaz RABB REHMAN ki Paak zaat se Ja milta hai,or vo Kis Qadar Or Be panah Khush naseeb o khush bakht Insaan hai jo Insaan ki Chahat mai Insaan ko na Pa K RABB REHMAN ko Or RABB REHMAN ki Chahat ko pa jaey....!!!Aey RABB REHMAN!Hume Apni Chahat se nawaz de Beshak Apki Paak zaat Be had o Be Panah o Be Shumaar o Be Hisaab Nawazne or Bakshne wali hai.AMEEN.Pls Ek baar darod pak parh le.

Miss You
12-19-2014, 12:11 PM
walaikum Assalam.Pehle ye bataey muje K piyaar karne se pehle kab or kahaan kis kitaab mai likha hai k Piyaar k badle piyaar he mile ga...!!!izat k badle Izat mile gi...!!!apnaiyat k badle Apnaiyat mile gi...!!!Mithe Boolo k badle mithe bool he mile ge...!!!piyaar ka matlab Insaan Hamesha piyaar se he kio leta hai...???Mere Nazdeek piyaar kia hai?Piyaar kisi ko Pa lene ya Pa Lene ka Naam nahe haiPiyaarTo Bas Chahte rehne ka Naam haiBachahte Rehne ka naam haiOrBas Chahte he Rehne ka naam hai...Or Baaz Dafa Insaan Kisi Ko Pa K Itna Koch Nahe Paata or Seekhta samajhta jitna Baaz Dafa Kisi ko Na Pa k Zindgi k Pur Israar o Ramooz Ko Paata seekhta or Samajhta hai or Har Dil se kiye gaey kaam ka Markaz RABB REHMAN ki Paak zaat se Ja milta hai,or vo Kis Qadar Or Be panah Khush naseeb o khush bakht Insaan hai jo Insaan ki Chahat mai Insaan ko na Pa K RABB REHMAN ko Or RABB REHMAN ki Chahat ko pa jaey.Aey RABB REHMANHume Apni Chahat se nawaz de Beshak Apki Paak zaat Be had o Be Panah Nawazne or Bakshne wali hai.AMEEN.Pls Ek baar darod pak parh le.

Dear
Me ne Panay Na Panay Ki To Baat He Nae Ki
Wo To Ek Alag Mamla Hai
Me Ne Jo CM Ko Reply Kiya Hai
Ussay Dehan Se Perhain
K Mere Question Ki Base Kya Hai

singer_zuhaib
12-19-2014, 12:27 PM
ap k kehne se pehle mai all post read kar chuka ho,or ap ne meri post mese ek.baat ko pick kia pa lene ya na pa lene ki baat ko,par mene or boht koch kaha hai os ko ap ne pata nahe pick kia hai k nahe.

singer_zuhaib
12-19-2014, 12:34 PM
ap k kehne se pehle mai all post read kar chuka ho,or ap ne meri post mese sirf ek baat ko pick kia "pa lene ya na pa lene" ki baat ko,par mene or boht koch kaha hai os ko ap ne pata nahe pick kia hai k nahe...par es time Ap Apni Baat pe focus kiye howe ho or chahe koi kitna samjha le bata de,par ap ne ghoom phir k yehe kehna hai k meri baat ko ap nahe samajh rahe or ap dosro ki baat pe focus nahe karo gi na he karna chahti ho,ap chahti ho k koi ap ki baat mai haan mai haan milaey ap ko sahe or next person ko galat kahe to ap k dil ko zara sa or thora sa sakoon or dharas mile gi...ye vo sab baat hain jin se mai guzar chuka ho...or ek baat ap ko bata do ap k sawal ka jawab koi nahe de sakta ap k sawal or sawalo ka jawab Waqt de ga or jab waqt samajhta hena to sab samajh aa jata hai...abhi koi koch kar le koch keh le sawal he peda nahe hota ap ko samajh aa jaey...experience se ye baat kar raha ho yon he baat nahe kar raha.

Miss You
12-19-2014, 12:41 PM

Me ne aapka pura reply read kiya hai
pehly wala b
or ye bhi
or aapka ye wala reply to sarasar ghalat hai
k me apni baat pe e focus krunge
me ne jst ek gnrl question pucha tha
jis pe sabki diffrnt opinions hongy
n i really respect each n every opinion
agr aap es sab se guzar chukay hain
to wo apka experience hai
blk her insan ka koi na koi experience hta hai
jo me chahti hun k wo share kre
aapki ek baat se zaroor agree krunge
k waqt sab se bara ustaad hta hai
ye sawal me ne hargiz es lye nae pucha k koi mere sath agree kre
to mjhe sakoon mily
ek gnral scenario me question pucha hai

singer_zuhaib
12-19-2014, 12:43 PM
Walaikum salam. ..nice question nimra..mohabbat main return ki umeed rakhna..izhar karna, aur karwaana, aur kamyabi..ye baatain agar nikaal di jayain toh koi bhi insan kamyab mohabat kar sakta hai. hamare haan mohabbat ko aik doosre ko paa lene se tashbeeh di jati hai.jabke mohabbat toh aik jazba hai.bohot hi paakeeza jazba..is jazbe kaa na toh izhaar zaroori hai, naa hi is main takraar zaroori hai.ye jazba bas paida ho jaye.toh ho jata hai..insan is jazbe main jalta bhi hai, udas bhi hota hai, aur aksar be ronq bhi ho jata hai.magar ye jazba insan ko andar se tar-o-taza kar deta hai..bazaahir beshak insan bujh jaye.aaj kal is jazbe ka ho jana..yaktarfa toh hota hi hai.sath hi sath..intihaaiee takeef deh bhi..kion ke aaj kal koi kisi se wafa nahi karta..sirf aur sirf khuaahishaat ka pehra hai..mohabat ko sirf dil main jaga deni chaahiye..ghar main..ya jazbaat man maqaam nahi dena chaahiye.is ka sab se paakeeza makaam dil hai.aur isko dil main chupa kar rakhna chaahiye..warna ye hi mohabat naa sirf ruswaa ho jati hai..balke shaitaan ke warghalaaiye main bhi aa jati hai.ALLAH PAK HAM SAB KA DAAMAN PAAK RAKHE.AAMEEN.Ameen.Bilkol sahe kaha ap ne...ye ek.lateef jazba hai Or Bara Paak jazba hai...RABB REHMAN bhi To apne Bande se 70 Guna barh k piyaat karta hai mai pochta ho kia ap mai ya koi or insaan RABB REHMAN ki be Panah Muhabbat K Badle Return mai Kitni Muhabbat karta hai RABB REHMAN se..ye Ap Apne ap se or mai apne Ap se or har insaan Apne ap se Poch le jawab mil jaey ga or phir Os k baad es thread k ek sawal k Boht se Jawab mil jaey ge jo Dil o dimag ko satisfy karne k liye kaafi ho ge.

singer_zuhaib
12-19-2014, 12:48 PM
insaan Kis qadar Zalim hai k RABB REHMAN se Osi k banaey howe Insaan Ko Talab karta hai os ki muhabbat ko pana chahta hai,par RABN REHMAN se Kabi RABB REHMAN ko Nahe Talab karta RABB REHMAN se RABB REHMAN ki Chahat O Muhabbat ko Nahe mangta...Kon samjhe ye baate Par Jise RABB REHMAN samajhne ki Toufeeq de.

singer_zuhaib
12-19-2014, 01:42 PM
Nimra ap ko samjhane k liye koch baate samjha raha ho shaid samajh a jaey ap ko or ap k sawal ka jawab mil jaey or Ap Amli Zindgi mai Satisfy ho jao..ek Maa Ka Bacha Apni Maa se ye kahe k Amma Muje Apne Dost ki Amma Boht Achi lagti hai kaash Meri Maa Mere Dost ki Maa hoti or Kia Mai Apne Dost ki Amma Ko Apni Maa Bana K Amma bola sakta ho..? to Os bache ki Maa Pe kia Beete gi Os K Dil pe kia Guzre gi...Just Imagine Os Maa Ki Jaga pe Apne Ap ko Rakh k socho...Or Ek Insaan Jise RABB REHMAN ne Apne Hatho se Banaya Itni chahat o Muhabbat k sath Takhleeq kia or phir vohe Insaan RABB REHMAN se Chahat karne or Os ka Bane Ki bajaey Insaan ko RABB REHMAN se Mange or Insaan ki Muhabbat pane ki Dua'ain RABB REHMAN se Mange...to RABB REHMAN pe Kia guzarti ho gi K Mera Banda Muj se Meri Muhabbat mangne ki bajaey Mere bando ki Muhabbat maang raha hai...es Nazria se Socho shaid meri baat or mera point of view samajh aa jaey...or ap ko jawab mil jaey.

Miss You
12-19-2014, 02:08 PM

Alhamdulilah
Me ye sub bht achay se samjhti hun
Mgr aap mera point of view nae smjh rae
Me ne ek gnrl scenario me question pucha tha
mgr aap ussay ek alag level pe le ja k answer ker rae
mjhe aaki ek b baat se ikhtelaaf nae
mgr baat mere satisfy hne ya na hne ki nae hai
na he mjhe esi kisi situation ka samna hai jiski waja se me ne ye question pucha ho
ek khyaal ek sawal dil me aya tha
to puch liya
ye sub baatein darust hain aapki

singer_zuhaib
12-19-2014, 04:01 PM
Its dosen't mean k Har baat insaan pe beete to he insaan koch poche,mere khud mind mai na jane kese kese khiyaal o sawalaat peda hote rehte hain.par ap ne jo sawal pocha os ka mene example se samjhana chaha hai,or mai ap ka point of view bilkol samajh gaya ho...yehe k Insaan jise chahta hai jis se muhabbat karta hai os ko mini ap k jazbaat ki qadar to hona chahiye,par mai yehe to samjha raha ho na k ye kesi muhabbat hai k jo Badle mai muhabbat mangti hai ya koch na koch chahti zaror hai.Muhabbat ka jawab Nafrat se kadurat se ya Be Rukhi se mile ya Be Qadri se mile or Chahe jawab he na mile par muhabbat karne wale ki muhabbat agar kum ya khatam hoti hai its mean os ne muhabbat ki he nahe...muhabbat to vo hai k Mehboob Nazr e Iltafaat kare na kare dekhe na dekhe,bole na bole,nafrat kare ya muhabbat,gilla,shikwa kare ya Tareef kare,izat kare ya be izati par ap k dil mai phir bhi agar Vohe vo Insaan basta or Har pal dharkan ki tarhan dharakta hai to its mean Ap Ne Sachi Pakki or Paak Muhabbat ki hai jis Ka Nasha Saroor Mai Ap ko mehboob ki Be Qadri Karne k bawajood bhi ap Os Se Muhabbat karna choor nahe paey,kum nahe kar paey,khatam nahe kar paey.

Rana Taimoor Ali
03-04-2015, 12:03 AM
Aslam o Alaikum
Kese Hain Sub????
Umeeed Hai Ba Khair O Afiyaat Honge

Aaj Yahan Me Apny Mann Ki Ek Uljhaan Suljhany Aye Hun

Kafi Aarsay Se Dil O Dimaagh Mein Ek Sawal Ghoom Raha Hai

Socha Apni UT Family Se Share Kar Lun

Aap Sub Log Meri Uljhan Suljhanay Ki Koshish Karye Ga

"Kehtay Hain
Pyaar O Muhabbat
Ek Anmol Or Nayab Jazba Hota Hai
Jo K Kismat Walon Ko Milta
To Phir
Log Pyaaar O Muhabbat Jese Anmol Jazbay Ki
Qadar Q Nae Karty??????
Kisi k Jazabaat Q Nae Smjh Paty????
Q Muhabbat Jese Jazbay Ko, Jisski Her Insaan Ko Zarurat Hoti Hain, Q Essay 4 Granted Lena Shuru Hojaty Hain??????
Q Wo Chahty Hain K Unhy Sirf Milay, Wo In Return Kisi Ko Dain Na??????"

Ho Saky To Meri Uljhaan Suljhany Ki Koshish Karye Ga

ap k is sawal ka jawab khod ap k he sawal mai ziada behas ho he nahii sakti simple ap ne khod kaha anmol jazba haiaur kismat se milta tu jis ki kismat he nahi nahi hota wo kese qadar kre ga iski? itna anmol hota tu har kisi ko kese mil sakta hai ye ? bas baat idher he khatam hoti hai ulajhna kis baat ka phir ? :)

Fadwa14
03-05-2015, 03:27 PM
Mujhay to in sab jazbaat ki samajh hi nahin aati

Miss You
03-05-2015, 10:10 PM
ap k is sawal ka jawab khod ap k he sawal mai ziada behas ho he nahii sakti simple ap ne khod kaha anmol jazba haiaur kismat se milta tu jis ki kismat he nahi nahi hota wo kese qadar kre ga iski? itna anmol hota tu har kisi ko kese mil sakta hai ye ? bas baat idher he khatam hoti hai ulajhna kis baat ka phir ? :)

Kamal ker dya larkay

Rana Taimoor Ali
03-06-2015, 10:44 AM
Kamal ker dya larkay

ji bas mai aise kamal karta he rehta hon akser :) :P

Miss You
03-06-2015, 02:11 PM
ji bas mai aise kamal karta he rehta hon akser :) :P

Betazara dehaaan se :)):)):))

Rana Taimoor Ali
03-06-2015, 02:59 PM
Betazara dehaaan se :)):)):))

ji bilkul dehan se he :)