PDA

View Full Version : Psychologist Here

singer_zuhaib
12-03-2014, 08:34 AM
Assalam o Alaikum.

H r u All?

Sab se Pehle Pls Phyclogist word Galat hai Proper word Psychologist hai.so pls Ise proper way mai Edit kare

or

Mai Dawa To Nahe karta k mai Expert Psychologist ho par Itna zaror keh sakta ho k mai khud psychological issues se guzarta aya ho or still muj mai issues hain or mai in issues se guzar bhi raha ho or agar aaj tak mai Apne Issues solve nahe kar paya to os k peeche Bhi reasons hain kio k Har kaam insaan Akela nahe kar sakta For Example Shaadi Orat Mard Ki hoti hai agar ek Insaan na ho to shaadi nahe hoti par Mai Psychi Issues Ko ALHAMDULILLAH kafi behtar janta samajhta ho.

Inshort ye k Boht se Insaano ko Ustaad Zindgi k bare mai parhate,samjhate or seekhate hain or Boht se Insaano Ko Zindgi Khud Ustaad ban k Parhati Samjhati or seekhati hai.or Jiski Ustaad Zindgi khud ho Ose Aam Ustaad kia parhaey ge or Mai unhe Insaano mese ek ho k Meri Ustaad Meri Zindgi hai Par Ye Kehna Behtareen hai k Mera Ustaad Mera Khalik o Malik hai Jis ne Muje Zindgi Se Boht koch seekhaya batlaya or samjhaya hai or Ye Silsila Ta Hayaat chalta rahe ga ALLAH k Hukam se.Es Sari Tamheed k bandhne ka Maksad ye hai k Agar Kisi ko Koi Bhi Psychology issue ho to Vo muj se Share kar sakta hai Kia pata RABB REHMAN ki Di hoi Toufeeq se Mai os Insaan K Kisi Kaam Aa jao.

to koi bhi Apna psychi issue share karna chahe to INSHAALLAH TAALLAH Muje Os insaan ki khidmat kar k khushi ho gi faqat es liye k Mera RABB REHMAN muj se RAAZI ho jaey.

zuhaib.

CaLmInG MeLoDy
10-22-2015, 11:18 AM

Ap ne bilkul sahi likha..main ne kuch logon se ye jumla suna hai
ke jo parha hua nahi hota.wo kara hua hota hai.

matlab ke parh ke naa bhi seekh paaye.zindagi usko bohot kuch sikha deti hai.zindagi ke tajarbaat.

aur mera khud is baat pe yakeen hai ke..insan parh ke bhi wo sab kuch nahi seekh pata jo zindagi usko sikha deti hai. jo insan Allah aur deen ko apni bunyaad bana leta hai..wo bohot kuch automaticaly seekhta jata hai. sab se pehle insan sabar karna seekh leta hai.aur jis ne sabar karna seeekh liya..wo phir bohot se zindagi ke imtihanaat main sabar karta hai.aru uska sabar usko bohot si chupi baatoun se parda hata ke dikhata hai. khamoshi aur sabar wo tohfa hai..jo insan ke tamaam psychi issues ko solve karne main insan ki help karta hai.

aap ne apna email address bhi share karna tha. so that log aap se seekh sakain.

Arosa Hya
10-23-2015, 04:17 PM
wa alaikum assalam

singer_zuhaib
01-24-2016, 07:12 PM
میں نے تو اس لیے Email نہیں لکھا تھا کہ فورم کےرول ریگولیشن کے خلاف نہ ہو.

intelligent086
01-24-2016, 11:28 PM
Ap ne bilkul sahi likha..main ne kuch logon se ye jumla suna hai
ke jo parha hua nahi hota.wo kara hua hota hai.

matlab ke parh ke naa bhi seekh paaye.zindagi usko bohot kuch sikha deti hai.zindagi ke tajarbaat.

aur mera khud is baat pe yakeen hai ke..insan parh ke bhi wo sab kuch nahi seekh pata jo zindagi usko sikha deti hai. jo insan Allah aur deen ko apni bunyaad bana leta hai..wo bohot kuch automaticaly seekhta jata hai. sab se pehle insan sabar karna seekh leta hai.aur jis ne sabar karna seeekh liya..wo phir bohot se zindagi ke imtihanaat main sabar karta hai.aru uska sabar usko bohot si chupi baatoun se parda hata ke dikhata hai. khamoshi aur sabar wo tohfa hai..jo insan ke tamaam psychi issues ko solve karne main insan ki help karta hai.

aap ne apna email address bhi share karna tha. so that log aap se seekh sakain.

زیادہ مناسب تو یہ ہے کہ لوگ اپنے مسائل یہاں شیئر کریں تاکہ ان جیسے ملتے جلتے مسائل کے حل کے لیئے لوگ ان کے مشورے سے استفادہ حاصل کر سکیں

CaLmInG MeLoDy
01-26-2016, 04:46 PM
زیادہ مناسب تو یہ ہے کہ لوگ اپنے مسائل یہاں شیئر کریں تاکہ ان جیسے ملتے جلتے مسائل کے حل کے لیئے لوگ ان کے مشورے سے استفادہ حاصل کر سکیں

Theek hai. Par koi live issues share hi nahi karta.