PDA

View Full Version : Nayay Ashaar ....



illusionist
11-24-2014, 03:52 PM
Ghalib Iqbal ki buzrugi mae kuch farq nahi
Bus aik mae dawam tha.. ik bae lagaam thay

,.........,

machlian turpay jayain hai.
is baher mai bhura zaher hai


;''''''';

y khuwaish e jana , y Eshq e Junoon
ik taraf barbaadi , ik taraf fasaad

,,,........,,,

y khuwaish e jana , y Eshq e Junoon
ik taraf barbaadi , ik taraf fasaad

,......,

ESHQ per na MALAL ho
Ager ESHQ e HALAL ho


,....,


na paid sa kardia insan ko is waqt nae
mai bhi machine tum bhi machine waqt bhi machine

,.....,,

na koi janta hai na koi janay ga mujhe...
kuch shair kahlaita hon kisi kisi paher ....

,....,,

Kub tuk pilao gay saqi ...
Jiger bus jul janay ko hai ...

,,,....,,,

Jhaag ki tarhaan baith jata hai dil
Jub ghum ki barri laher aati hai nazar

,...,,
Kia wahshut thi us k jaamid chairay per
karb ki siaah chaadar mai gum ankhain

us per bhi muskra kar kahgayi mujhe ko
darwaishon ka aastana hai mujnoon ko khuda hafiz


کیا وحشت تھی اسکے ساکن و جامد چہرے پر
کرب کی سیاہ چادر، پتھرائی ہوئی آنکھیں



اس پر بھی مسکرا کر کھہ گئی سبکو
درویشوں کے آستانے پر مجنوں کو خدا حافظ


,...,,

HOTI RAHTI HAI BAAT US SAI AKSAR
KABHI SO KAR KABHI KHO KAR

,..,

Eshq yun karo gur karsako
Wo lafaani hae or mae us ka ghulam

,..,,

Koi hud nahi zindagi ki sanam
Jub eshq ki musafat tae karni hon

,...,

Kis paher aati hai kis paher jaati hae...
Soraat ko tarastay hain roz daikhnay walay

,...,

Haqeeqat mae gumaan sa hae
Na iska khayal acha na ahwaal acha


......


تعزیم تحریک میں کہاں ھوتی ہے
یہاں وفا قربانی کے بعد شروع ھوتی ہے

KhUsHi
11-24-2014, 05:22 PM
Very nice