PDA

View Full Version : Ab aagaye ap to...By Firaq gorakhpuri



Daniel-7
11-21-2014, 08:48 PM
Assalam O Alykum


http://i61.tinypic.com/2u43meh.jpg

Atif Saad
11-22-2014, 03:16 PM
umda kaam hai bhai, alfaz ki placement, text effects achay lagay.
khush rahein

Admin
11-22-2014, 03:48 PM
hey o rabba

hulchal macha d lafzo ne

Awaome

Mrs.Qaisar
11-22-2014, 06:34 PM
bht hi..fantastic kaam hai g...:)

intelligent086
11-22-2014, 08:59 PM
Bohat acha kaam.............)

Ainee
11-22-2014, 11:10 PM
very nice

MAHA514
11-22-2014, 11:19 PM
bht zabardast hai.................

Daniel-7
11-23-2014, 01:52 AM
umda kaam hai bhai, alfaz ki placement, text effects achay lagay.
khush raheinMain itezar me rehta hun mere design per aap mujhe guide karen. Kuchh sikhayen aur behtari ka mashwara den.


hey o rabba

hulchal macha d lafzo ne

AwaomeTaareef ki apke andaz hi nirala hai. Hamesha hawsla afzayee kiye ap. Help jab jab manga mujhe help kiye. Bahot shukr guzar hun apke.


bht hi..fantastic kaam hai g...:)Mere sathi mujhe bahot intezar rehta hai apke comments ke. Hum eksath shuru kiye they. Aur koi sikhane wala nahi tha. Inpage per aap typing sikh ker mujhe sikhne me guide ki thi. Kuchh main bhoola nahi.


Bohat acha kaam.............)Bahot bahot shukriya sir jee. Kafi poems yaad hai apko. Apse help lunga jald.


very nice
Bahot shukria Ainee jee. apke yeh hawsla afzayee yad rahenge.

bht zabardast hai.................
Hawsla afzayee ke bahot bahot shukriya.

intelligent086
11-23-2014, 02:27 AM
main itezar me rehta hun mere design per aap mujhe guide karen. Kuchh sikhayen aur behtari ka mashwara den.

Taareef ki apke andaz hi nirala hai. Hamesha hawsla afzayee kiye ap. Help jab jab manga mujhe help kiye. Bahot shukr guzar hun apke.

Mere sathi mujhe bahot intezar rehta hai apke comments ke. Hum eksath shuru kiye they. Aur koi sikhane wala nahi tha. Inpage per aap typing sikh ker mujhe sikhne me guide ki thi. Kuchh main bhoola nahi.

Bahot bahot shukriya sir jee. Kafi poems yaad hai apko. Apse help lunga jald.


Bahot shukria ainee jee. Apke yeh hawsla afzayee yad rahenge.

hawsla afzayee ke bahot bahot shukriya.

الحمد اللہ جناب
اردو تہذیب فورم میں اردو سے کچھ جان پہچان کا ہونا ضروری ہے ۔ آپ کو میری صلاحیتوں کے مطابق جسقدر مدد کی ضرورت ہو ۔ انشاء اللہ آپ کی امید پر پورا اترنے کی ہر ممکن کوشش کروں گا۔۔
بہت بہت شکریہ

Mrs.Qaisar
11-23-2014, 03:07 PM
dalkhter

muje b sab yaad hai daniel mene b ap se bht kuch seekha tha.....ab ap b busy hote hain me b busy.ab seekhne sikhane ka waqt kese mile bhala.:(