PDA

View Full Version : Surat Teri Dikha Ke Kahunga hashra ke roz

Ram Mohan
10-27-2014, 07:09 PM
http://www.friendskorner.com/forum/images/smilies/@%7D;-.gifhttp://www.friendskorner.com/forum/images/smilies/@%7D;-.gif
Soorat teri dikhaa ke kahoon ga mein hashar ke roz,
Aankhon ka kuch gunnah na dil ka kasoor tha..
Hum khud se bicharr jayen alag baat hai lekin,
Kab raas humain us ki rafaaqat naheen aayi.
Woh khush-kalaam* hai aesa ke us ke pass humain,
Taveel rehna bhi lagta hai mukhtasir rehna..
Mar kar bhi usko dekhte rehne ke shauq mein,
Aankhein kisi ko apni, amanat mein de gaye.

UmerAmer
10-27-2014, 08:18 PM
very nice

BDunc
10-28-2014, 02:30 PM
KHoob

CaLmInG MeLoDy
10-28-2014, 03:45 PM
http://www.friendskorner.com/forum/images/smilies/@%7D;-.gifhttp://www.friendskorner.com/forum/images/smilies/@%7D;-.gif
Soorat teri dikhaa ke kahoon ga mein hashar ke roz,
Aankhon ka kuch gunnah na dil ka kasoor tha..
Hum khud se bicharr jayen alag baat hai lekin,
Kab raas humain us ki rafaaqat naheen aayi.
Woh khush-kalaam* hai aesa ke us ke pass humain,
Taveel rehna bhi lagta hai mukhtasir rehna..
Mar kar bhi usko dekhte rehne ke shauq mein,
Aankhein kisi ko apni, amanat mein de gaye.

ye islamic nazam hai? kindly mujhe zaroor bataiye..

CaLmInG MeLoDy
10-28-2014, 03:46 PM
KHoob
ye nazam agar islamic nazam thi toh mujhe is ka mafhoom samjhaaiye ga zaroor. BDunc

BDunc
10-28-2014, 03:55 PM
Nahi Islamic to nahi hai..just ese hi hai..:) CaLmInG MeLoDy

CaLmInG MeLoDy
10-28-2014, 08:17 PM
Nahi Islamic to nahi hai..just ese hi hai..:) @CaLmInG MeLoDy (http://www.urdutehzeb.com/member.php?u=1)
theek hai phir main topic edit kiye deti hon.

BDunc
10-29-2014, 01:52 PM
Haan ye theek hai :) CaLmInG MeLoDy

intelligent086
11-09-2014, 09:57 PM

Very Nice RMT